"Soorat"

"Soorat"

1."kuchh soorat hi teri aisi hai ki, teri barat janaza apna lagti hai
kuchh adat hi apni aisi hai ki ,janaza bhi apna tujhko barat nazar ata hai
wo khayalon me rahne walo ki talab hi kharab hai
ke chamakta chehra hi tera, band gali me aftaab nazar ata hai"

2.
"badi katil soorton ke deewane hue
aaj kal hum bhi ghar se apne begane hue
wo jagah paak unche dil ki meri
naa samajh aayi kabhi katil sooraton ko
ik andheri see raat me fir hum parwane hue"

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

"बेशरम का फूल "

मुद्दत

FUEL CELL आशा का आसमान